Baarish Ban Jaana Lyrics – Stebin Ben x Payal Dev

Baarish Ban Jaana Lyrics has been beautifully sung by the renowned Payal Dev & Stebin Ben. This latest track features the talented, Hina Khan, Shaheer Sheikh. The heartfelt of Baarish Ban Jaana lyrics are penned by the talented Kunaal Vermaa, while the captivating music is composed by Payal Dev. The music video for this song has been skillfully directed by Aditya Datt.

Baarish Ban Jaana Lyrics Song Details :

SongBaarish Ban Jaana
CastHina Khan, Shaheer Sheikh
SingersStebin Ben, Payal Dev
MusicPayal Dev
LyricsKunaal Vermaa
Music LabelVYRL Originals

Baarish Ban Jaana Lyrics

Meri Qismaton Ko Mile Haath Tere
Phir Se Lakeerein Dikhne Lagi
Dekha Tumhein Toh Aisa Laga Hai
Jaise Yeh Aankhein Dhadakne Lagi
Rahun Umar Bhar Main Teri Tu Mera

Jab Main Badal Ban Jaun
Tum Bhi Baarish Ban Jaana
Jo Kam Pad Jaaye Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana

Rim Jhim Sawan Ki Boondein
Tu Har Mausam Barsana
Jo Kam Pad Jaaye Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana

Mere Labon Se Aaye Kabhi Bhi
Ho Naam Pehla Tera Meri Zubaan Pe
Chahe Zamana Munh Mod Le Par

Har Pal Tu Rehna Mera
Bas Yeh Dua Hai
Bana Lungi Main Ab
Tujhe Hi Khuda

Jab Main Badal Ban Jaun
Tum Bhi Baarish Ban Jaana
Jo Kam Pad Jaaye Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana

Rim Jhim Sawan Ki Boondein
Tu Har Mausam Barsana
Jo Kam Pad Jaaye Saansein
Tu Mera Dil Ban Jaana

Baarish Ban Jaana Lyrics In Hindi

मेरी क़िस्मतों को मिले हाथ तेरे
फिर से लकीरें दिखने लगी
देखा तुम्हें तो ऐसा लगा है
जैसे ये आंखें धड़कने लगी
रहूँ उमर भर मैं तेरी तू मेरा

जब मैं बदल बन जाऊं
तुम भी बारिश बन जाना
जो काम पड़ जाए सांसें
तू मेरा दिल बन जाना

रिम झिम सावन की बूंदें
तू हर मौसम बरसाना
जो काम पड़ जाए सांसें
तू मेरा दिल बन जाना

मेरे लबों से आये कभी भी
हो नाम पहला तेरा मेरी जुबान पे
चाहे जमाना मुंह मोड़ ले पार

हर पल तू रहना मेरा
बस ये दुआ है
बाना लुंगी मैं अब
तुझे ही खुदा

जब मैं बदल बन जाऊं
तुम भी बारिश बन जाना
जो काम पड़ जाए सांसें
तू मेरा दिल बन जाना

रिम झिम सावन की बूंदें
तू हर मौसम बरसाना
जो काम पड़ जाए सांसें
तू मेरा दिल बन जाना

Written By : Kunaal Vermaa

FAQs for Baarish Ban Jaana

Who are the cast members of Baarish Ban Jaana?
The cast includes Hina Khan, Shaheer Sheikh.

Who is the singer of Baarish Ban Jaana?
Baarish Ban Jaana is sung by Stebin Ben, Payal Dev.

Who composed the music for Baarish Ban Jaana?
The music is composed by Payal Dev.

Who wrote the lyrics of Baarish Ban Jaana?
The lyrics are written by Kunaal Vermaa.

Under which music label was Baarish Ban Jaana released?
Baarish Ban Jaana was released under VYRL Originals.

You may also like...