Jab Saiyaan Lyrics – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyaan Lyrics From “Gangubai Kathiawadi” has been beautifully sung by the renowned Shreya Ghoshal. This latest track features the talented, Alia Bhatt, Shanatanu Maheshwari. The heartfelt of Jab Saiyaan lyrics are penned by the talented A M Turaz, while the captivating music is composed by Sanjay Leela Bhansali. The music video for this song has been skillfully directed by Sanjay Leela Bhansali.

Jab Saiyaan Lyrics Song Details :

SongJab Saiyaan
MovieGangubai Kathiawadi
SingerShreya Ghoshal
MusicSanjay Leela Bhansali
LyricsA M Turaz
StarringAlia Bhatt, Shanatanu Maheshwari
Music LabelSaregama Music

Jab Saiyaan Lyrics

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko,
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko,
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko,
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko,

Sar Pe Rakh Ke Naach Phiri Main,
Har Jalte Hue Ilzaam Ko!

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko…

Diwaaro’n Dar, Chaukhat Wokhat
Ban Gaye Hai, Sab Saheli.
Ye Kuch Pooche , Wo Kuch Pooche
Kitne Jawab Du’n Main Akeli.

Hazaaron Kaam Mil Gaye Hain
Yu’n Baithe Bithaye Iss Nakaam Ko

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko…

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi Fursat Mujhko Nahi Milti…
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage Shamma, Nahi Jalti.

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi Fursat Mujhko Nahi Milti…
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage Shamma Nahi Jalti

Laakhon Naaz Lag Gaye Hai
Phir Guroor Ke Iss Badnaam Ko.

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Toh Lag Gaye Chaand Mere Naam Ko…

Sar Pe Rakh Ke Naach Phiri Main,
Har Jalte Hue Ilzaam Ko.

Jab Saiyaan Lyrics In Hindi

जब साइयां आये शाम को,
तो लग गए चाँद मेरे नाम को,
जब साइयां आये शाम को,
तो लग गए चाँद मेरे नाम को,

सर पे रख के नाच फिरी मैं,
हर जलते हुए इल्ज़ाम को!

जब साइयां आये शाम को
तो लग गए चाँद मेरे नाम को…

दिवारों दार, चौखट वोखत
बन गए हैं, सब सहेली।
ये कुछ पूछे, वो कुछ पूछे
कितने जवाब दूं मैं अकेली।

हजारों काम मिल गए हैं
यूँ बैठे बिठाए इस नाकाम को

जब साइयां आये शाम को
तो लग गए चाँद मेरे नाम को…

खुदको देखने तक की भी फुरसत मुझको नहीं मिलती…
उनके इश्क के नूर के आगे शम्मा, नहीं जलती।

खुदको देखने तक की भी फुरसत मुझको नहीं मिलती…
उनके इश्क के नूर के आगे शम्मा नहीं जलती

लाखों नाज़ लग गए हैं
फिर गुरूर के इस बदनाम को।

जब साइयां आये शाम को
तो लग गए चाँद मेरे नाम को…

सर पे रख के नाच फिरी मैं,
हर जलते हुए इल्ज़ाम को.

Written By : A M Turaz

You may also like...