Pyaar Hai Toh Hai Lyrics – Armaan Malik, Palak Muchhal

Pyaar Hai Toh Hai Lyrics From “Pyaar Hai Toh Hai” has been beautifully sung by the renowned Armaan Malik,Palak Muchhal. This latest track features the talented, Karan Hariharan, Paanie Kashyap. The heartfelt of Pyaar Hai Toh Hai lyrics are penned by the talented Dheeraj Kumar, while the captivating music is composed by Anique. The music video for this song has been skillfully directed by Pradeep R.K. Chaudhary.

Pyaar Hai Toh Hai Lyrics Song Details :

SongPyaar Hai Toh Hai
MoviePyaar Hai Toh Hai
SingerArmaan Malik, Palak Muchhal
ComposedAnique
LyricsDheeraj Kumar
StarringKaran Hariharan, Paanie Kashyap
Music LabelUltra Music

Pyaar Hai Toh Hai Lyrics

Waadiyon Ko Dil Ke Badle.. Mil Gayi Bahaar Hai..
Naam Na Rishte Ka Jaane.. Phir Bhi Toh Gulzaar Hai..

Chaahe Chakor.. Chaand Ko.. Taaron Ka Kya Meyaar Hai..
Haare Na Toh.. Pyaar Mein.. Wo Bisaat Hi Bekaar Hai..
Seep Ko.. Kar Fanaa.. Moti Bana Shringar Hai..
Phir Bhi Kyun.. Usey Paane Ko.. Rehta Ye Bekarar Hai..

Pyaar Hai Toh Hai.. Pyaar Hai Toh Hai..
Poochho Na Kyun Hai Kaise Hai…
Pyaar Hai Toh Hai.. Pyaar Hai Toh Hai..
Rehne Do Jo Hai Jaise Hai…

Nain Bhi Jab Aansuon Se, Ho Rahe Hote Juda..
Ro Rahe Hote Hain Wo Bhi, Kahte-kahte Alvidaa
Nain Bhi Jab Aansuon Se, Ho Rahe Hote Juda..
Ro Rahe Hote Hain Wo Bhi, Kahte-kahte Alvidaa.

Saans Aur Dhadkan Ke Naate, Se Hi Banti Zindagi..
Marr Bhi Jaayein Par Naa, Ik Dooje Ke Bin Chalte Kabhi..

Maan Lo Toh Prem Aur, Naa Mano Toh Hai Bus Ik Vaham..
Dard Me Apna Koi, Socho Kaise Bane Marham..

Pyaar Ki.. Khushboo Bane.. Chhuye Phoolon Ko Jo Bayaar Hai..
Milne Ki.. Darkaar Hai, Varna Toh Kya Bus Khaar Hai..

Pyaar Hai Toh Hai.. Pyaar Hai Toh Hai..
Poochho Na Kyun Hai Kaise Hai…
Pyaar Hai Toh Hai.. Pyaar Hai Toh Hai..
Rehne Do Jo Hai Jaise Hai…

Pyaar Hai Toh Hai Lyrics In Hindi

वादियों को दिल के बदले.. मिल गई बहार है..
नाम ना रिश्ते का जाने.. फिर भी तो गुलज़ार है..

चाहे चकोर..चाँद को..तारों का क्या मेयार है..
हारे ना तो.. प्यार में.. वो बिसात ही बेकार है..
सीप को.. कर फना.. मोती बना श्रृंगार है..
फिर भी क्यों.. उसे पाने को.. रहता ये बेकरार है..

प्यार है तो है.. प्यार है तो है..
पूछो ना क्यों है कैसा है…
प्यार है तो है.. प्यार है तो है..
रहने दो जो है जैसा है…

नैन भी जब आंसुओं से, हो रहे होते जुदा..
रो रहे होते हैं वो भी, कहते-कहते अलविदा
नैन भी जब आंसुओं से, हो रहे होते जुदा..
रो रहे होते हैं वो भी, कहते-कहते अलविदा।

सांसें और धड़कन के रिश्ते, से ही बनती जिंदगी..
मर भी जाएं पर ना, इक दूजे के बिन चलते कभी..

मान लो तो प्रेम और, ना मानो तो है बस इक वहम..
दर्द में अपना कोई, सोचो कैसे बने मरहम..

प्यार की.. खुशबू बनी.. छुए फूलों को जो बयार है..
मिलने की.. अंधेरा है, वर्ना तो क्या बस ख़राब है..

प्यार है तो है.. प्यार है तो है..
पूछो ना क्यों है कैसा है…
प्यार है तो है.. प्यार है तो है..
रहने दो जो है जैसा है…

Written By : Dheeraj Kumar

FAQs for Pyaar Hai Toh Hai

Which movie is Pyaar Hai Toh Hai from?
Pyaar Hai Toh Hai is from the movie Pyaar Hai Toh Hai.

Who wrote the lyrics of Pyaar Hai Toh Hai?
The lyrics are written by Dheeraj Kumar.

Under which music label was Pyaar Hai Toh Hai released?
Pyaar Hai Toh Hai was released under Ultra Music.

You may also like...