Pyaar Ho Gaya Lyrics – Raj Barman | Prit Kamani, Kavya Thapar
Pyaar Ho Gaya Lyrics Song Details :
Pyaar Ho Gaya Lyrics
Tujhko Dekha To Bas Dekhte Hi
Etbaar Ho Gaya
Umra Bhar Ke Liye Dil Ye Mera
Bekaraar Ho Gaya
O Mujhpe Teri Mohobbat Ka Ilzaam Hai
Dil Ki Dhadkan Mein Shaamil Tera Naam Hai
Jee Raha Hoon Main Tere Sahare
Leke Aayi Jo Khushboo Tumhaari
Hawa Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Ho Maine Dekha Jo Mukhda Tumhara
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Leke Aayi Jo Khushboo Tumhaari
Hawa Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Yaadon Mein Tu Meri Saanson Mein Tu
Ek Pal Ab Tere Bin Nahin
Seene Mein Tu Meri Dhadkan Mein Tu
Bin Tere Jeena Mumkin Nahin
Mere Khaabon Khayalon Mein Bas Tu Hi Tu
Tu Mere Darmiyaan Tu Mere Chaarsu
Har Taraf Tu Hi Tu Hi Har Jagaa
Tu Mere Dil Mein Tu Mere Din Raat Mein
Aise Lamhaat Mein Aise Halaat Mein
Zindagi Koi Kaise Gujare
Teer Nikla Jo Teri Nazar Ka
Jigar Ke Aar Paar Ho Gaya
Paar Ho Gaya
O Leke Aayi Jo Khushboo Tumhaari
Hawa Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Hawa Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Hawa Se Mujhe Pyaar Ho Gaya
Maine Dekha Jo Mukhda Tumhara
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Khuda Ka Didaar Ho Gaya
Pyaar Ho Gaya Lyrics in Hindi
तुझको देखा तो बस देखते ही
एतबार हो गया
उमरा भर के लिए दिल ये मेरा
बेकरार हो गया
ऐ मुझपे तेरी मोहब्बत का इल्ज़ाम है
दिल की धड़कन में शामिल तेरा नाम है
जी रहा हूं मैं तेरे सहारे
लेके आई जो खुशबू तुम्हारी
हवा से मुझे प्यार हो गया
हो मैंने देखा जो मुखड़ा तुम्हारा
खुदा का दीदार हो गया
खुदा का दीदार हो गया
खुदा का दीदार हो गया
लेके आई जो खुशबू तुम्हारी
हवा से मुझे प्यार हो गया
खुदा का दीदार हो गया
यादों में तू मेरी सांसों में तू
एक पल अब तेरे बिन नहीं
सीने में तू मेरी धड़कन में तू
बिन तेरे जीना मुमकिन नहीं
मेरे ख़ाबों ख्यालों में बस तू ही तू
तू मेरे दरमियाँ तू मेरे चारसु
हर तरफ तू ही तू ही हर जगा
तू मेरे दिल में तू मेरे दिन रात में
ऐसे लम्हात में, ऐसे हालात में
जिंदगी कोई कैसे गुजारे
तीर निकला जो तेरी नज़र का
जिगर के आर पार हो गया
पार हो गया
ओ लेके आई जो खुशबू तुम्हारी
हवा से मुझे प्यार हो गया
हवा से मुझे प्यार हो गया
हवा से मुझे प्यार हो गया
मैंने देखा जो मुखड़ा तुम्हारा
खुदा का दीदार हो गया
खुदा का दीदार हो गया
खुदा का दीदार हो गया
Written By : Liaqat Jafri
FAQs for Pyaar Ho Gaya
Who are the cast members of Pyaar Ho Gaya?
The cast includes Prit Kamani, Kavya Thapar.
Who is the singer of Pyaar Ho Gaya?
Pyaar Ho Gaya is sung by Raj Barman.
Who composed the music for Pyaar Ho Gaya?
The music is composed by Raees, Zain-Sam.
Who wrote the lyrics of Pyaar Ho Gaya?
The lyrics are written by Liaqat Jafri.
Under which music label was Pyaar Ho Gaya released?
Pyaar Ho Gaya was released under Zee Music Company.
