Yaar Ki Mehfil Lyrics – Stebin Ben | Kunaal Vermaa
Yaar Ki Mehfil Lyrics has been beautifully sung by the renowned Stebin Ben. This latest track features the talented, Ashnoor Kaur, Paras Kalnawat, Anuj Saini. The heartfelt of Yaar Ki Mehfil lyrics are penned by the talented Kunaal Vermaa, while the captivating music is composed by Kunaal Vermaa. The music video for this song has been skillfully directed by Firoz A Khan.
Yaar Ki Mehfil Lyrics Song Details :
| Song | Yaar Ki Mehfil |
| Cast | Ashnoor Kaur, Paras Kalnawat, Anuj Saini |
| Singers | Stebin Ben |
| Music | Kunaal Vermaa |
| Lyrics | Kunaal Vermaa |
| Music Label | White Hill Beats |
Yaar Ki Mehfil Lyrics
Bolo Na Tumko Kya Mila Rula Ke
Jee Mera Jala Ke
Pal Mein Yoon Bhoola Ke
Accha Tha Humko Khwaab Na Dikhate
Bewajah Hasate Pyar Na Jatate
Woh Thi Yaar Ki Mehfil
Toota Tha Jahan Yeh Dil
Jo The Jaan Ho Gaye Hai Bewafa
Woh Thi Yaar Ki Mehfil
Toota Tha Jahan Yeh Dil
Jo The Jaan Ho Gaye Hai Bewafa
Labon Pe Naam Koi
Dil Mein Koyi Chehra
Ho Jaata Hai Sabse
Unko Pyar Pehla
Apne Paas Woh Dil
Rakh Lete Hai Sabka
Unki Khasiyat Hai
Sabse Ishq Karna
Nazrein Milate Ho Khud Se Kis Tarah
Jab Dekhte Ho Tum Yeh Aaina
Jaane Do Yaara Woh Toh Bewafa The
Unko Jaate Jaate Kya Hi Baddua Dein
Woh Thi Yaar Ki Mehfil
Toota Tha Jahan Yeh Dil
Jo The Jaan Ho Gaye Hai Bewafa
Woh Thi Yaar Ki Mehfil
Toota Tha Jahan Yeh Dil
Jo The Jaan Ho Gaye Hai Bewafa
Deewaano Ki Mehfil Thi Woh
Jisme Jaam Se Jaam Mile
Sabki Zubaan Pe Kisse The Par
Sab Kisse Nakaam Mile
Yahan Kar Ke Ishq Duniya Mein
Kab Chain Kisi Ne Paya Hai
Yeh Pehla Zehar Hai Duniya Ka
Jise Pee Kar Bhi Aaram Mile
Yaar Ki Mehfil Lyrics In Hindi
बोलो ना तुमको क्या मिला रुला के
जी मेरा जला के
पल में यूं भूला के
अच्छा था हमको ख्वाब ना दिखाते
बेवजह हसते प्यार न जाताते
वो थी यार की महफ़िल
टूटा था जहां ये दिल
जो जान हो गई है बेवफा
वो थी यार की महफ़िल
टूटा था जहां ये दिल
जो जान हो गई है बेवफा
लबों पे नाम कोई
दिल में कोई चेहरा
हो जाता है सबसे
उनको प्यार पहला
अपने पास वो दिल
रख लेते हैं सबका
उनकी ख़ासियत है
सबसे इश्क करना
नजरें मिलाते हो खुद से किस तरह
जब देखते हो तुम ये आईना
जाने दो यारा वो तो बेवफ़ा थे
उनको जाते जाते क्या ही बद्दुआ दें
वो थी यार की महफ़िल
टूटा था जहां ये दिल
जो जान हो गई है बेवफा
वो थी यार की महफ़िल
टूटा था जहां ये दिल
जो जान हो गई है बेवफा
दीवानों की महफ़िल थी वो
जिसमें जाम से जाम मिले
सबकी ज़ुबान पे किस्से द पार
सब किस्से नाकाम मिले
यहां कर के इश्क दुनिया में
कब चैन किसी ने पाया है
ये पहला ज़हर है दुनिया का
जिसे पी कर भी आराम मिले
Written By : Kunaal Vermaa
FAQs for Yaar Ki Mehfil
Who are the cast members of Yaar Ki Mehfil?
The cast includes Ashnoor Kaur, Paras Kalnawat, Anuj Saini.
Who is the singer of Yaar Ki Mehfil?
Yaar Ki Mehfil is sung by Stebin Ben.
Who composed the music for Yaar Ki Mehfil?
The music is composed by Kunaal Vermaa.
Who wrote the lyrics of Yaar Ki Mehfil?
The lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Under which music label was Yaar Ki Mehfil released?
Yaar Ki Mehfil was released under White Hill Beats.
